सोमवार, 6 जून 2016

Apne Android Phone Ko 100% Secure Kaise Karte Hai App Locker Se in Hindi>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Apne Android Phone Ko 100% Secure Kaise Karte Hai App Locker Use KarKe Jane Puri Jankari Hindi Me

Hello Friends Hum Aapke Liye laye Hai ashi trick Jisse Aapka Phone 100% Secure ho jayega jisse Aapke Alawa Koyi Aur Aapke phone ka lock Khol Hi Nhi Sakta jab Tak Aap Apna Password Kisi Ko nhi Batate koyi kitna bhi kosis karle koyi bhi trick Aajma le Par Bina Aapke Password Bataye koyi bhi Aapka Phone Unlock Hi nhi Kar Paye Ga To dhayan se Padhe Humari ye post


Apna Phone 100% Secure Karne Ke Liye Aapko Kiya Chahiye Hoga

Aapko Apna Phone ko 100% Secure karne ke liye Kuch Khas Nhi Chahiye hoga Par Aapko ek App Locker App Chahiye Hoga Jise Aap Ye trick use kar Sake Sabse Pehle Aapko Humari ye post ko padh Kar Aapne App Locker ko System App Banana hoga Android Phone Me Kise Bhi Application Ko System Application Kaise Banaye in Hindi Jab Aapka App Locker System App Bankar taiyaar Ho Jaye to Aapko Humari Post ko Aage Padhna Chahiye Par dhayan Rahe Ki Aap jo bhi App locker Use kar Rahe Hai use Me ye Sab Bhi Hona Jaruri Hai Jo Hum Aapko Yaha Bata Rahe Hai

Ye bhi padhe:


Konsa App Locker Use Kare Apne Phone Me Or Kiyo

Hum Aapko Yaha Kuch Apps Ke bare Me Jankari Dene Ja Rahe Hai Jo Kafi Popular Bhi hai or Use Full Bhi jisme Se Hum ek App Ka Use Karke Aapko Apna Phone ko 100% Secure karne Ke Bare me bhi Batayege


In Dono Me Se Aap Koyi bhi ek App Apne Phone Me install Karle

Kaise Kare Apne Phone Ko 100% Secure

Hume Jo Aapko Upar Bataya Hai Aapne Agar Bo Sab Kar Liya Hai To Aap Aage Padh Sakte Hai Kiyo Ki Aapne Upar Kuch Bhi Miss Kiya To Ye trick Kaam Nhi Karegi

Hum Yaha Par Aapko Cm Security App Ka Use Karke Batane Wale Hai 100% Phone Securi karne ke bareme to Chaliye Jante hai Kaise 

Ye bhi padhe:


Aap Taiyaar Hai To Chaliye Jante Hai Kaise

Sabse Pehle Aap Apne Phone Me Cm Security Open Kar Lijiye


1 Yaha Aapko Applock Par Click Karna Hai

2 Aapko Yaha Par Kayi Saare Apps Dhikayi De Rahe Hoge Aapko Sab Par Tik Ka Nishan Lagana Hai Humne Yaha Kewal Ek App par Nishan lagaya Hai Par Aapko Sabhi Par tik Ka nisha Lagana Hai

3 Protect Colour Ka Ek button dikh Raha Hoga Us par click kare Uske Baad Niche Wali image Dekhe


4 Apne Liye Pattern Lock lagaye Aap Apne Hisha se Pattern Lagaye Jo Aapko Dhayan Reh Sake 

5 Yaha Aapke Jo Apps hai wo Protect Ho chuke hai Yaha Aapko Kuch Nhi karna hai Kuch Der Baad Aapko Humari niche wali image Jaisha Dikhayi Dene Lage ga Ab Aap Humari Niche Wali image Follow kare

Ye bhi padhe:



6 Go par click kare

7 Kuch nhi karna hai Ye bhi Apne Aap Hat Jayega Fir Aapko Humari Niche Wali image Dekhni Hai


8 Done par click Karna Hai

9 Setting Par click karna Hai Fir Niche Wali image Dekhe


10 Yaha Aapko Dikh Raha Hoga Ki Lock Apps At Screen Off Par select Hai 

11 Upar Wale ko change karke Aapko Lock Apps Immediately Par tir Karna Hai

Bas Ho gaya Aapka Phone 100% Secure jise Ab Koyi bhi Aapke Password Bataye Bina Khol bhi Nhi Sakta or Nahi Aapke App Locker ko Disable hi kar sakta hai Kiyo ki use Password To pata hi nhi hoga Nahi Aapke App Locker Ko uninstall kar Payega

Note: Agar Aap Chahte hai Ki Sabhi Apps Me Lock Nhi Lagana Pade To Aap Setting Me Lock Jarur Laga Kar Rakhe Or Agar Aapne koyi Rooting App Bhi Apne Phone me Install Kar Rakha hai to Use Bhi lock Jarur Karde Iske Baad Aap Chahe To Aap kisi App Me lock nhi Lagayege To Bhi Aapne Jis Par Lock Lagaya Hai Wo Aapke Bina Or Koyi Nhi Khol Sakega

Ye bhi padhe:


Aapko Post Se related koyi bhi sawal Hoto Aap humse puch Sakte hai

Aapko post pasand Aayi Hoto Aap humara Facebook Page Like Karna na bhule or Apne Dosto Ke Shath Jarur Share Kare Humare New Post ki Up Date Apne Email id par Pane ke liye hume Apne Email id se Subscirbe bhi kar sakte hai Aap Chahe To Aap Hume Social Media Par bhi follow Kar sakte hai jaise facebook, google plus, twitter

2 टिप्‍पणियां:
Write टिप्पणियाँ