मंगलवार, 7 जून 2016

Blog Website Me Https:// On Karne Ke Fayde Or Nukshan Jane in Hindi>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Kiya Aap Jante Hai Apne Blog Website Me Https:// On Karne Ke Fayde Or Nukshan Ke Bare Me

Hi Hum Sab Hi Jante Hai Ki Https:/ Kiya Hai Or Kis Liye Kaam Aati Hai Par Kiya Aap Jante Hai Ki Is se Aapke Vistors Par Kiya Fark Pad Sakta Hai Agar Aap Nhi Jante To Hum Aapko Batayege Ki Blog Website Me Https:// On Karne Ke Fayde Or Nushan Ke Bare Me Aap To Kewal Ye Jante Honge Ki Https:// On Karne Se Humare Blog Website Ki Security Badh Jati Hai Or Kuch Nhi To Jane Puri Jankari Humare Shath is Post Me



Http://-Https:// Dono Me Kiya Fark Hai


Http:// Kisi bhi Website Ya Blog Me Free Me Milne Wala Security Jispar Aap Apna Website Ya Blog Banate Hai Ye Uski Taraf Se Free Me Hoti Hai Chahe Wo Blog Ya Website Hi Kiyo Na Ho

Https:// Ye Blogger.com Par Free Me Milti Hai Par Agar Aapne Domain Le Rakha Hai To Aapko Https:// Security Ke Liye Kuch Paise Karch Karne Padte Hai Tab Jakar Aapke Domain Me Https:// Ki Security Chalu Hoti Hai Agar Aapke Pass Pehle Blog Tha Or Bad Me Aapne Us Me Domain Add Kiya To Blogger.com Ki Taraf Se Milne Wali Free Https:// Security Khatam Ho Jati Hai

Ye bhi padhe:

Dono Me Kiya Antar Hai Konsa Sabse Accha Rehega Blog Website Ke Liye

Sabse Pehle Ye Jante Hai Ki Ye Dono Me Kiya Antar Hai Http:// Ye Kisi Bhi Website Blog Ki Normal Security Hoti Hai Or Bilkul Free

Https:// Ye Aapke Blog Ya Website Par Aane Wale Vistors Or Aapke Bich Me Surakcha Ka Kaam Karta Hai

Jaise Maan Lijiye Ki Aapka Koyi Blog Hai Or Aapne Apne Kisi Vistor Ka Koyi Answer Diya Ya Aapke Vistor Ne Aapse Koyi Sawal Kiya To Jab Aap Apne Vistor Ko Uska Answer Dete Hai Ye Https:// Security  Aapke Or Se De Jane Wali Jankari Or Aapke Vistor Ko Parpat Hone Wali Jankari Ke Bich Me Surakcha Ka Kaam Karta Hai Ye Aapki Gopniye Jankariyo Ko Aapke Vistors Se Chipata Hai Jisse Aapki Privacy Bani Rahe Or Aapki Koyi Nigi Jankari Vistor Tak Na Pahunche Ye Blog Par Free Hai Jabki Domain Wali Website Ko Ise Buy Karna Padta Hai

Https:// On Karne Or Http:// Off Karne Ke Fayde Or Nukshan

Agar Aapne Apne Blog Me Https:// On Kar Rakha Hai To Ye Aapke Liye Accha Hai Par Aapko Kiya Nukshan Hai Aap Ye Nhi Jante Aap To Bas Ye Jante Honge Ki Https:// On Karne Se Humari Security Badh Jati Hai

Magar Aap Ye Nhi Jante Ki Aapke Https:// On Karne Se Aapke Blog Website Par Kiya Fark Padega To Jante Hai Ki Kiya Fark Padega Https:// On Karne Se

Ye bhi padhe:


1 Aapke Blog Par Agar Koyi Slow Connection Internet User Yani Vistor Aayega To Use Aapke Page Load Time Se Kuch Fark Padega Jisse Aapke Vistor Aapke Website Blog Ki Taraf Aana Pasand Nhi Karege Asha Bhi Ho Sakta Hai

2 Aapne Jo Ads Apne Blog Website Par Lagaye Hai Us Par Aapke Https:// On karne Ka Sabse Bada Nukshan Hota Hai Kiyo Ki Bahut Se Ashi Ads Networks Hote Hai Jinka Ads Https:// On Karne Par Achi Tarah Nhi So Karta Hai Yani Display Nhi Ho Pata

Inka Upay Kiya Hota Sakta Hai Agar Aapne Https:// On Kar Rakha Hai To 

Ye Bahut Hi Simpal Hai Agar Aapke Vistor Fast Internet Use Karte Hoto Ye Un Sabhi Ke Liye Tikh Hi Rahega Par Jinke Pass Slow Internet Hai Unhe Thodi Bahut Preshani Hoti Hai Aapke Page Load Hone Me Par Kabhi Ye Bhi Dekha Gaya Hai Ki Jayada Widgets Use Karne Se Bhi Asha Hota Hai

Ye bhi padhe:


Dono Me Se Apne Liye Konsha Chune Https:// Ya Http://

Humari Taraf Se Agar Aap New Blogger Hai To Aapko Http:// Hi Use Karni Chaiye Or Agar Aap Old Blogger Hai To Aap Https:// Ko Use Kar Sakte Hai Kiya Ki Jo Old(Purane) Blogger Hai Wo Apni Problems Ko Kudhi Solved Kar Sakte Hai Janki New Blogger Ko Kuch Preshani Bhi Ho Sakti Hai

Waise Ye Humre Taraf Se Aapke Liye Sujhab Ta Ki Aap Https:// Or Http:// Use Kare Par Aapka Jo Man Kare Aap Wo Kar Sakte Hai Kiyo Ki Blog Website To Aapko Hi Chalana Hai To Aapko Insab Ki Jankari To Honi Hi Chahiye

Aapne Apne Blog Me Bhi Ashi Hi Image Dekhi Hogi  Jo Aapko Pehle Hi Sabkuch Bata Deti Hai Niche Image Me Aap Dekh Sakte Hai

Aapko Post Se Related Koyi Bhi Sawal Hoto Aap Humse Puch Sakte Hai

Aapko Humari Post Pasand Aayi Hoto Aap Humara Facebook Page Like Karna Na Bhule Or Apne Dosto Ke Shath Share Jarur Kare Humare New Post Ki Free Up Date Apne Email id Par Pane Ke Liye Hume Apne Email Par Free Subscribe Kare Aap Chahe To Aap Hum Social Media Par Bhi Follow Kar Sakte Hai Jaise Facebook, Google Plus, Twitter

कोई टिप्पणी नहीं:
Write टिप्पणियाँ