गुरुवार, 9 जून 2016

Android Phones Me Lock Screen Par Message Display Kaise Karte Hai in Hindi>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Android Phones Me Koyi Bhi Message Lock Par Display Kaise Karte hai Safty Tips 

Hello Friends Hum Aapke liye Lekar Aaye Hai Ek Ashi tips Jise Jankar Aap Sayad Kush Hi Ho Jaye Aap Puri Tarh Kush Honge ya Nhi Hum Ye To Nhi Jante Par ye Trick Aapke Phone Ko safty Jarur Rakhne me Kaamyab Ho Sakti hai Jiski madat se Aap Apne Phone ke lock screen par koyi bhi message Daal Sakte hai jisse Agar Aapka Phone kisi galat Hatho me chala jaye to use pata chal jaye ki Aapke phone me kuch bhi ulta shidha karne se Aap kiya kar sakte hai


Message Display Se Kiya Fark Padega Humare Phone Ki security Par

Mana ki Aapke phone me lock bhi laga huaa Hai Or Aapka phone kahi kho bhi jaye to jisne Aapka phone paya hoga use us mrssage ke jariye Aap Warring Bhi de sakte hai ki Agar Aapne humare phone ke shath kuch ulta kiya ya lock todwane ki kosis bhi ki to hum Aapke is Rbyiye ke karan Aapko Warring De rahe hai Ki Aap humara phone humare shahi pate par post ke jariye ya kudh hi hum tak pahucha de Karan or bhi ho sakte hai Ye humare hishab se hai Iska upay Aapke hishab se kuch alg baato ko le kar bhi ho sakta hai

Ye bhi Padhe:


Lock Screen Par Message Ke Jariye Note Warring Daal Ke Rakhe

Aap is trick se Aapna phone use karne walo ke liye kuch Message ya note bhi chod sakte hai jab Aapka phone lock ho jaye to Aapke phone use karne walo ko pata chal jaye ki Aap apna phone use karne ke liye unko kya Allow karte hai ya koyi bhi jari message chod sakte hai jo Aap dusro ko Apna phone lock screen ke samay dikhana chahte hai

To Ab Jante hai is pure step ko jisme hume kisi bhi Application ki koyi bhi jarurat nhi hai 

Sabse pehle Aap Apne phone ki settings me jaye phir Aap humare step ko follow kare or humari image bhi follow kare jo hume niche Di huyi hai


1 Apne phone ki settings me jane ke baad Aapko SECURITY par click karna hai

2 Phir OWNER INFO par click karna hai

Ye bhi Padhe:



3 Yaha par Aapko sabse pehle tick ka nisha lagana hai agar Aap tick ka nishan nhi lagate to Aapke lock screen par message Display nhi hoga

4 Is pure Box me Aap apna message likh sakte hai kosis kare ki Aap jo bhi message likhe wo jayda lamba na ho

5 Yaha par Aap ye dekh sakte hai ki humne kuch message likha hai jo humare phone ke lock screen par Display ho raha hai

Bas ho gaya kaam Ab Aap apna Phone ko lock screen mode me le jakar check karle ki message shahi work kar raha hai ya nhi

Ye bhi Padhe:



Aapko post se related koyi bhi sawal hoto Aap humse puch sakte hai

Aapko post pasand Aayi Hoto Aap humara facebook page like karna na bhule or Apne dosto ke shath jarur share kare Humare new post ki free up date apne Email id par pane ke liye Aap Hume Apne Email id par free subscribe bhi kar sakte hai Aap chahe to aap hume social media par bhi follow kar sakte hai jaise facebook, google plus, twitter

1 टिप्पणी:
Write टिप्पणियाँ