मंगलवार, 12 जनवरी 2016

Android Phone Me Software Kaise Dala Jane Hindi Me>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Apne Android Phone Me Software Kaise Dalte Hai Uski Puri Jankari Hindi Me.

Aaj hum aapko ye batana jaruri samjhte hai ki aap kudh hi apne android phone me kudh hi software kaise dale.jisse aapka kharcha to bachega hi aur aapko kise dukan par nhi jana padega jisse aapka time to bachega hi shath me aapko jayda bhagna nhi padega.





Aaj is puri post me aapko hum ye batana chahegi aap kudh hi apne android smart phone me softwate kaise dalte hai.

Aaj lagbhag sabhi ke paas apna computer hota hai akhir kar aap jab kise bhi dukan par software dalbane jate hai to bo dukan bala bhi aapke phone me computer se hi software dalta hai

To agr aapke paas kudh ka computer hai to ab aapko kise dukan par ja kar apne phone me software nhi dalwana padega kiyo ke ab aap kudh hi apne phone me software dal sakoge.to aage jante hai ki hum apne phone me kudh hi software kaise dale.

Aapko Apne Phone Me Software Dalne Ke Liya Kiya-Kiya Chahiye .


Sab se pahle humko jan lena chahiye ke ki ham ko apne phone me software dalne ke liye kiya-kiya chahiye nhiche aapko batate hai.

1=Aapko apne phone ka stock rom chahiye jo lagbhag 600 se upar mb ka hota hai or ek baat or stock rom zip file me hoti hai pehle aap ese unzip karle

Stock rom ko download karne ke liye aapko sabse pehe aapko google ke search engen me apne phone ka name or moudle number dalna hoga phir us ke aapge stock rom likhe or search kar de aapko apne phone ka stock rom mil jayega.

Ex> Micromax canvas fire A104 Stock rom

2=Dusra vo hai driver aapko apne phone ko pc se connect karte wakt driver ki jarurt padti hai kiyo ki jab aap software apne phone me dalege to aapko apne phone ki battery aur sim.sdcard ye sab aapko nikalna padta hai jisse pc aapka phone show nhi kar pata is ke liye hame apne phone ke liye driver ki jarurt hoti hai

Aap apne phone ka name likh kar us ke aage driver likhe phir google pe ya kise bhi search enger par search kare.aapko apne phone ka driver mil jayega.

Ex> Micromax canvas fire A104 Driver

3=Sp flash tool jadatar ye flash tool stock file ke andar hi hota hai agr nhi hai to aap sp flash tool likh kar search karde aapko sp flash tool mil jayega.

Ab Aapko En Sab Ko Kaise Estmaal Karna Hai Hum Aapko Batayege Aage Padhe.


Sab se pehle apne ko sp flash tool download kiya tha use unzip kare or phir use open kare niche image me dekhe or hume follow kare

Ye bhi padhe:




Sp flash tool open hone ke baad

Step 1 Scatter file par click kare click kane ke baad appko apne stock rom file me se milega jo aapne stock rom ko unzip kiya hoga to aapko us me mil jayega scatter file download hone ke baad aapko asha dikhaye dega niche image me dekhe.



Ab aapki scatter file download ho chuki hai ab aapko ek red colour ka teek ka nishan dikhaye de raha hoga download us par click kare jab aap download par click karege to aapko sp flash me kuch prossing hogi prossing hone ke baad prossing ruk jayege 0% par tap aapko apna phone pc se connect karna hai niche image me dekhe.



Step 5 me aap dekh sakte hai ki jab aapka phone pc se connect hoga to aapke windows me ek message show hoga app yaha par dekh sakte hai

Ye bhi padhe:


Yaad rakhe ki aapko apna phone pc se connect karte wakt sim,sdcard,battery ye sab nikaal dena hai.ab aapka phone jab pc se connect ho jayega to aapko red colour ki prossing start ho jayege phir yellow colour ke prossing phir aapko asha dikhaye dega niche image me dekhe.



Yeha aap dekh sakte hai sp flash tool ke andar ek right check ka nishan aarha hai yani ki aapka phone me software padgaya hai.

Aapko post se sambandhit koyi bhi jankari chahiye to aap comment kar ke puch sakte hai. 


Umeed hai ki aap sabko post pasand aaye hogi agr aapko hamri post pasand aaye ho to aap hamara facebook page jarur like kare ya aap hame email par subscribe bhi sakte hai new post ki update apne email par pane ke liye. aap chahe to aap hame google plus+ par bhi follow kar sakte hai.

3 टिप्‍पणियां:
Write टिप्पणियाँ
  1. we can deal with our work on the way. Here I will introduce you 5 best free office suites for android phones and tablets.  Clans play

    जवाब देंहटाएं
  2. Aaj kal mobile kaise bhi kyu na ho usme kuch bhi Problem aati hain (Only System Problem) Kuch log ko mobile ki puri tarah knowledge na hone ke karan Setting me gadbad kar dete hain aur unhe thik karna bahut muskil hota hain.. Assassin’s Creed Rebellion Hack

    जवाब देंहटाएं