मंगलवार, 12 अप्रैल 2016

Bad Sector Ko kaise Thik (Repair) karte hai Computer Me in Hindi>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Bad Sector Ko Kaise Repair Karte Hai Bad Sector Kya Hota Hai

Welcome my all friends Aapko me is post me ye batane wala hu ki bad sector ko kaise thik karte hai or bad sector kya hota hai kaise hum bad sector ko thik kar sakte hai computer me bad sector kiyo Aa jata hai me ye post sirf is liye likh raha hu ki mere friends ne mujhe iske bare me bataya or iske upar ek post likhne ko bhi kahatha is liye maine ye post likhi hai



Bad Sector kya hota hai

Sector yani aapke hard disk ki wo jagah jaha aap apne data ko store karte hai wo jagah jab kam karna band kar deti hai to use bad sectore ke name se jana jata hai

Computer Me Bad Sector Kiyo Aata Hai

Aapke computer me bad sector jab Aata hai jab aap apne computer me pade huye software ko bar-bat delete karte rehte hai ya fir jab aap apne computer me bar-bar windows dalte rehte hai kise me bad sector ki problem der se Aati hai kiyo ki unka hard disk space jayada hota hai par jinka hard disk space kam hota hai un me bad sectore ki problem jayada jaldi Aane ki umeed rehti hai

Ye bhi padhe:


Bad Sector Aajane Par Kya Hota Hai

Jab aapke computer me bad sector ki problem Aajati hai tab nahi aapki windows karm karti hai or nahi aapka hard disk shahi tarike se work karta hai

Bad Sector Ko Kaise Repair Karte Hai 

Jab Aapke computer me bad sector ki problem Aajati hai tab aapko ek software bootable CD ki jarurt padti hai Agar aap isse Apne computer me Aane se rokna chahte hai to Aap humare Step ko follow karte jaye jisse aapke computer me bad sector ki problem ko aane se pahele hi roka ja sake


Sabse pehale Aapko C drive ko chod kar kisi bhi drive ki Properties ko open karna hai iske liye Aapko drive par tir ke nishan ko le jakar right click karna hai waha par aapko propertise dikhayi degi propertise par click kare fir tool par click kare ab aapka ye step pura ho gaya ab aapko niche wale image ko follow karna hai


3 Yaha par aapko pehale to upar sabhi par tick karna hai fir start par click karna hai

Ye bhi padhe:


Note: yaha par aap kewal bina windows wali disk ko repair kar sakte hai yani ki jis me windows padi hogi use aap repair nhi kar sakte is ke liye aapko bootable cd ki jarurt padege

Yaha par Aapko humne ye bataya hai ki Aap bad sector ko kaise rok sakte hai apne computer me Aane se agar Aapke computer me bad sector Aagaye to Aapko Hiren bootable cd ki jarurt padege is ke bare me agli post me bataunga ki kaise hiren bootable cd ka paryog karke bad sector ko kaise thik karte hai

Aapko post se related koyi bhi sawal ho to aap hum se puch sakte hai

Aapko post pasand Aayi hoto aap humara facebook page like karna na bhule or apne dosto ke shath share jarur kare humare new post ki up date apne Email Id par free pane ke liye aap hume apne Email par subscribe bhi kar sakte hai aap chahe to aap hume social media par bhi follow kar sakte hai jaise facebook, google plus, twitter

कोई टिप्पणी नहीं:
Write टिप्पणियाँ