मंगलवार, 12 अप्रैल 2016

Android Phones Me Gayab Ho Chuke Phone Numbers Or Data Ko Kaise Wapas Late Hai>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Android Phones Se Gayab Ho Chuke Data Or Phone Numbers ko Kaise Wapas Late Hai

Hi Aaj bhut din ho gaye Aap sab ko koyi post nhi kar saka Darsal mere pass time to tha but kuck likh hi nhi paya par Aaj Me Aapke liye Ek Acchi post Laya hun jisse Aap apne Data or Phone Numbers ko wapas Recover kareke wapas la sakte hai isme kisi bhi parkar ke pc ki koyi jarurat nhi padegi ye Sab Aap apne android phone se hi kar sakege

                          

Kayi Baar Aapne Dekha Hoga Ki Humari Id Play Store Par Ban Hi Nhi Pati Waha Par Kuch Error Aata Hai Or Kayi Baar To Humare Phone se Numbers Tak bhi Gayab Ho Jata Hai In Sab Ke Hone Ka Karan Kiya Hota hai Niche Pade


Ye bhi padhe:


Ye Sab kaise hota hai or kiya hota hai iska karan bhi hum hi hote hai Darsal kuch Apps Ashe hote hai jinhe install ya uninstall karne ke baad humare Mobile me se kuch phone numbers ya Data file Gayab ho jati hai fir hum sochte hai ki humne to kuch delete kiya hi nhi to wo gayab kaha ho gaya To Hum Aapko iska haal batayege wale hai is post me

Ye Sab Karne Ke Liye Aapke Phone Me Kya-kya Hona Jaruri Hai

1 Pehala to Aapka phone Rooted hona chahiye Bina pc ke Apna phone root karne ke liye humari ye post pade

2 Aapko ye Sab karne ke liye Ek App ki jarurat padegi wo hai Rashr ise Aap play stote se download kar sakte hai

3 Aapko Gayab huyi file Data ko Recover karne ke liye ye Download karle Recovery img download karna padega ise Search karne ke liye Aapko apne phone ka pura name apne search box me enter kare or apne phone ke name ke Aage recovery img likh kar search kare or download karle

Insab ko pehale To Aap google me search karke download Karle fir humari post ko Aage pade

Sabse pehale Aap Rashr App download karke use apne phone me install karle fir Aap Rashr App ko open kare fir humare niche wali image ko follow kare Rashr open karne ke Baad Aapko  Asha dikhayi Dega  Aap humari image me Dekhe

Ye bhi padhe:

                             

1  Yaha Aapne apna Rashr App Open kar diya hai or Ab Aapko Recovery from Storage par click karna hai Dhayan Rahe ki jab Aap Rashr Aap ko open Karte Hai to wo Aapse Root ke liye puchta hai Aapko Allow par click karna hota hai 

2 Green colour ki tir ke nishan me Aapko Apne Sd Card Ki Sari file Dikhne lag jayegi Yaha Aapko humne Jo Aapko Recovery file Download karwayi thi Aapko use find Dhundna hai Jab Aapko Recovery ki file mil jaye to Aap use select karle or humari agli image ko dekhe

                            

3 Yaha par Aapne Apni Recovery file Dhund li hai to Aapko Recovery img name ki ek file Dhikhayi Degi Use par click karde

4 Char number me Aap par Aap Dekh Sakte Hai ki Aap se puch ja Raha hai ki Kiya Aap iske liyr Raji hai agar Hai to yes kare varna no kare Aapko yaha par yes par click karna hai

Ye bhi padhe:


                            

5 Yaha Aapko bol raha hai ki Recovery karne ke liye Aapko Apne phone ko Reboot karna hoga kiya Aap iske liye taiyaar hai to yes kare warna no kare Aapko yaha par yes par click karna hai

6 Jab Aapka phone Reboot hoga to Aapke phone ki Recovery tool open Ho Jayega yaha Par Aapko Reboot par click karna hai

7 Aapke phone ke hishab se Aapke phone me alag parkar tarh ka option bhi ho sakta hai Yaha par Aap power off par click karde jaise hi Aap power off ke button par click karege to Aapka phone Band ho jayega fir Aapko apne Aap se Apne phone ko on karna padega manually  Aap apne Android ka power button Dabakar on kari ye


Aapko post se releted koyi bhi sawal hoto Aap humse puch sakte hai

Aapko post pasand Aayi hoto Aap humara facebook page like karna na bhule humare new post Ki Free update apne Email id par pane ke liye Aap hume apne Email par Free subscibe kar sakte hai Aap chahe To Aap hume Social media par bhi follow kar sakte hai jaise google plus, facebook, twitter 

2 टिप्‍पणियां:
Write टिप्पणियाँ