मंगलवार, 12 अप्रैल 2016

Google Adsense Account Disapproved Ho Jane Ke Baad Kya Kare in Hindi>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Google Adsense Account Disapproved Ho Jane Par Kya Karna Chahiye

Hello every one har koyi yehi sochta hai ki mera adsense account approved ho jaye par unko itna guide karne ke baad bhi bo kuch na kuch galtiya jarur kar hi dete hai Asha is liye hota hai ki bo sab adsense ko samjh hi nhi pate or nahi unki terms ko jinki wajhse unka account disapproved ho jata hai


Google Adsense Account Disapproved Kiyo Hota Hai 

Google adsense ka account kiyo disapproved hota hai ye aapko google adsense ki team aapko Mail karke bata daiti hai Aapko wo Email sambhal kar rakhna chahiye jo google ki team ne aapka account disapproved hone ke baad bheja tha kiyo ki iski jarurt aapko dubara se apna account approved karane ko moka daiti hai jisse aap dubara se apply kar sakte hai

Ye bhi padhe:


Google Adsense Par Dubara Apply Kab Karna Chahiye 

Google jab aapko disapproved karta hai to wo aapko kuch hints deta hai ki aapke blog (website) Abhi kiya kami hai ya aapne unke kis terms ko toda hai jinki wajh se aapka account disapproved ho gaya aap pareshan mat hona junke hints ko follow karke aapko apne blog (website) changes karna hoga aapko Email me diye gaye sare sujhab ko solve karna hoga 

Sujhabo Ko Kaise Solve Kare

Sujhab matlab aapko apne blog me unke anusar changes karna hoga jisko wo allow karte hai aapko unka Email padh kar apni sari galtiyo ko solve karna hoga jab bhi aap koyi nayi post likhe to unke Email ko ek bar read jarur karle jisse aapko pata chal jaye ki aap kiya galtiya karte hai agar aap galtiya nhi bhi karte to bhi aapko ye dekh lena chahiye ki humare blog me kiya kami hai purani posts ko check kare or unke terms ke anusar posts me changes kare 

Kya Hum Apply Kar Sakte Hai

Agar aapne unke sabhi terms& conditions ko dhayan me rakh kar sabhi jaruri changes kar liya hai to aap adsense ko dubara se apply kar sakte hai dhyan rahe aap jitna jayda time apni galti ko sudharne me lagayege utna hi accha rahega kabhi asha bhi ho jata hai ki hum jaldi ke chakar me kuch na kuch bhul hi jate hai is liye jitna ho sake apne galtiyo ko acche se solve karne me jayada time laga de

Ye bhi padhe:


Google Adsense Ko Dubara Apply Kaise Karte Hai

Google ko aap dubar se apply nhi kar sakte lekin aap apne account ko dubara resubmitted kar sakte hai jishe unki specialist me shamil kiya jata hai aapko apna account resubmitted karne ke liye aapko apna Email id open karna hoga email ke niche aapko ek link de gayi hogi aap us link par click karne kar bad aapna email id or password dal kar sing in kijiye fir aapko bo apne anusar guide karege ki aapko ads lagana kab hai aapko ads lagane ke liye apne adsense account me dekhna chahiye aapko waha par sari jankari khud hi mil jayegi

Aapko post se related koyi bhi sawal hoto aap humse puch sakte hai


Aapko agar post pasand Aayi hoto aap humara facebook page like karna na bhule or apne dosto ke shath share jarur kare humare new post ki free up date pane ki liye aap hume apne Email id par subscribe bhi kar sakte hai aap chate to aap hume social medie par bhi follow kar sakte hai jaise google plus, twitter, facebook

1 टिप्पणी:
Write टिप्पणियाँ