सोमवार, 4 अप्रैल 2016

Revenuehits Ads Network Par Account Kaise Banaye in Hindi>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Revenuehits Ads Ntework Par Account Kaise Banate Hai

Hello friends hum aapko is post me batane wale hai ki revenuehits par account kaise banate hai or kiyo banaye revenuehits par account jab kisi ka google adsense account approved nhi hota to wo nirash ho jata hai or us ne koyi Domain bhi nhi liya hota jisse wo or kisi ads network par apply kar sake to usne apna blog to bana liya par wo paise nhi kama pate apne blog se to ashe me kiya karna chahiye un sabhi bloggers ko



Google Adsense Disapproved Hogaya Fir kiya Kare

Aapka Adsense Account disapproved hogaya to aapko unsab galtiyo ko thik kare jo google adsense ne aapko email bhej kar batayi thi or jab tak aap un galtiyo ko thik nhi kar lete jab tak aap revenuehits use kar sakte ho revenuehits ki koyi hard policy nhi hai or na hi aapko apna account approved karane ke liye jayda wait karna padta hai aap jab apply karege tabhi aapka account approved ho jayega

Ye bhi padhe:


Revenuehits Ke Kuch Terms&Conditions

1 Aap revenuehits ke ads warez wali blog (website) par nhi laga sakte
2 Aap kisi copyrights wali blog (website) par ads nhi laga sakte 
3 Aap porngraphy ya adult jaishe blog par bhi ads nhi laga sakte

Revenuehits Kaise Kam Karta Hai Or Kis Baise Par

Hum aapko bata de ki revenuehits ek CPM baise ads network hai jo ki hume kisi bhi parkar se click milne par paise deti hai or hume 1000 Impressions par bhi paise deti hai yani koyi aapki ads par click nhi bhi karta tab bhi aapko us ads ko apne blog par 1000 bar dikhane ke paise milte hai isme ek khas bat ye bhi hai ki jab aapka koyi vistor aapke ads se koyi aap ya software download karta hai to aapko us ka paise milta hai yani revenue badhta hai jisse aapki income or jayada badh jati hai

Blog ke subdomain par aapko kewal kuch option milte hai jisse aap apne blog par ads laga sakte hai jaise infolink, revenuehits ye do aise ads network hai jo aapko subdomain par bhi ads lagane ki ijajat dete hai or bhi ho sakte hai par ye best hai infolink par account approved hona thoda muskil hai par revenuehits par sabse aashan or ye aapko 8 tarh ke ads pardan karti hai

Revenuehits Par Account Kaise Banaye

Sabse Pahle Aap yaha par diye huye link par click kare or fir Join Now par click kare kare ya aap create account ke button par click kar ke bhi apna account bana sakte hai



1 Create account par click karne ke bad Join Now par click kare fir humari niche wali image ko follow kare


2 Yaha aapko apna first name dalna hai

3 Yaha par aapko apne site ko name dalna hai jaise mere site ka name hai sab hindi to aapke blog ka jo title hoga bi aapko yaha par dalna hai

4 Yaha aapko apne blog par aane wale tarffic ke bara me chuna hai meri ray hai ki yaha par Web hi rehne de

5 Yaha aapko apne last name dalna hai

6 Yaha aap apni website (blog) Ka url dale http:// ke shath agar aap http:// nhi bhi dalte to koyi fark nhi padta

7 Yaha par aapko apne hisha se apni Category chun sakte hai ki aapka blog ki Category par aadharit hai

8 Yaha aapko next step par click karna hai

Aapne pahela charan to pura kar liya ab aate hai dusre charan par iske liye aap humari niche wali image ko follow kar

Ye bhi padhe:



9 Yaha par aapko apna username chuna hai dhayan rahe ki aap jo bhi username dale aapko yad rahe

10 Yaha aapko apna Email Id dalna hai

11 Yaha par aapko apna ek password dalna hai jo aapko sing in karte wakt iski jarurt padegi

12 Yaha aapko apna phone number dalna hai jo aapke password ko recovery karne me kam aa sakta hai

13 Yaha aapko isko jod yani add kar ke box me bharna hai mere me 3+3 hai aapke me kuch dusara bhi ho sakta hai

14 Yaha aapko Accept par tik karna hai

15 Yaha par aapko apna account ko Submit karna hai

Ab aapka account submit ho gaya to aapko is parkar ki image dikhayi degi aap chahe to nich image me bhi dekh sakte hai


Yaha par aapko ye bataya ja raha hai ki aapka account submit ho chuka hai ab aapko apne Email Id khol kar usme se ek activate my account ka email aaya hoga us par click kare aap niche wale image ko follow kar sakte hai


16 Activate My Account Par click karde Phir sing in kare niche image me aap dekh sakte hai

Ye bhi padhe:



17 Apna username dale
18 Apna password dale
19 Sing in par click karde

Jaise hi aap sing in karege aapka account open ho jayega ab aapko apne blog par ads lagane hai placemant par click karke aap apne liye ads create kar sakte hai or uske code ko apne blog par jakar code ko add kar de jaise aap apne duske code ko blog me lagate hai usi parkar iske bhi ads lagane hote hai

Aapko post se related koyi bhi sawal hoto aap humse puch sakte hai

Aapko agar humar post pasand aayi hoto aap humara facebook page like karna na bhule or apne dosto ke shath share jarur kare aap chahe to aap hume Email par free subscribe bhi kar sakte hai humare new post ki update apne Email id par pane ke liye aap chahe to aap hume social media par bhi follow kar sakte hai jaise facebook, twitter, google plus

1 टिप्पणी:
Write टिप्पणियाँ