सोमवार, 15 फ़रवरी 2016

Android Phone Ki internal Memory Sdcard Se Kaise Badhaye in Hindi>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Android Phone Ki internal Memory Sdcard Se Kaise Badhaye 


Hello friends is post me hum aapko batayege ki android phone ki internal memory kaise badhate hai jisse aap apne phone me jayda se jayda aaps install kar sake kiyo ki jayda tar android phone ki internal memory bahut kam hone ke karan hum aapne phone me jayda aap install nhi kar sakte is liye hum aapko batayege ki aap apne phone ki internal memory kaise badhaye.




Aapko apne phone ki internal badhene ke liye aapko kiya-kiya chahiye hoga nhiche suche me aap dekh sakte hai or download bhi.

Minitool partition wizard download hone ke baad use apne computer me install kare uske baad aap apna computer me sdcard lagaye fir minitool partition wizard ko open kare

1 launch application par click kare.


2 Ab aapko isme apne computer ke partition dekhayi de rahe hoge us ke nhiche aapko disk2 dikh raha hoga jo aapke sdcard ka partition hai.



3 Ab aapko apne partition par right click karna hai.right click karete hi aapko nhiche image 3 jaise dikhayi dega.



3 Me aapko move/Resize par click karna hai click karne ke bab niche wali image dekhe

Ye bhi padhe:

          �Android Phone Me Software Kaise Dala Jane Hindi Me
          �Android Phone Me Kise Bhi Application Ko System Application Kaise Banaye in Hindi



Yaha aapko apna sdcard ki kul memory dik rahi hogi

4 isme aapko partition size me jo do2 button dikh raha hai usme aapko niche wale ero par click kar ke aapko apni internal memory kitne rahni hai wo set kare

5 jab aap apni internal memory tayar kar lege to aap uske niche dekh sakte hai ki aapki internal memory kitni rakh ni hai

6 Uske baad ok par click karde.

unallocated space after me aapko apni internal memory ka pata chal jayega ki aapne kitne memory rakh khi hai maine aapna partition 1024 ka banaya hai yani 1GB maine ya 4GB sdcard ka paryog kiya hai aapke paas jo sdcard ho aap apna partition uske hishab se bana sakte hai.



7 Yaha aapne jo apni internal memory banayi hai us par right click karna hai right click karne ke baad aapko kuch opttion dikhaye dega jisme aapko create par click karna hai.



8 Create par click karne ke baad ok kare

Ye bhi padhe:




Sabse uper green colour ke tir ke samne yaha par aapko ye set karna hai ki aap ne pertition kis upyog ke liye bana rahe hai aapko waha par aapko Create As: par primary set karna hai or file System: par aapko FAT32 set karna hai uske baad ok par click kar dejiye.


12 Yaha par aapko Apply par click karna hai jo aapko bahini taraf upar dikayi de raha hoga 


13 Apply par click karne ke baad aapko Apply changes ka message so hoga ok karde.ok ke karte hai aapka sdcard ka pertition taiyaar hona chulu ho jayega niche image me aap dekh sakte hai



14 Yaha par aapka Pretition taiyaar hone ke baad ek message so hoga nhiche image me dekhe



15 Yaha par aapko ye bata raha hai ki aapka pertition taiyaar ho chuka hai yani aap successful ho chuke hai ok karke aap apna sdcard apne computer se nikaal le or aage step ko follow kare



Ab aapko link2sd open karna hai agar aapne aapna phone abhi root kiya hai to aapko ek message so hoga aap allow par click karde agar aapne pehale se he apna phone root kar rakha hai tab bhi aapko allow par click karna hoga kiyo ki aapne pehali baar link2sd ko open kiya hai is liye allow par click karde

1 Ab aapko Ek message show hoga jaise ki image 1 me aapko dikh raha hoga aapko isme FAT32/FAT16 par tick karna hai

2 Fir ok karde

3 Next image me aapko Restarte your device ka message so hoga aapko apna phone reboot karna hai is liye aap reboot device par click karde.



Phone restarte hone ke baad link2sd ko open kare or storage info me jaye or aapne jo apne phone ke liye jitani bhi pertition memory banaye thi aap yaha ja kar dekh sakte hai



Aapko post se related koyi bhi sawaal hoto aap humse puch sakte hai.


Aapko humari post pasand aayi hoto aap humara facebook page like karna na bhule. Humare new post ki update apne email par pane ke liye hume email par subscribe kar aap hume social media par bhi follow kar sakte hau jaise google plus, twitter, facebook.

कोई टिप्पणी नहीं:
Write टिप्पणियाँ