सोमवार, 22 फ़रवरी 2016

Xprivacy Kaise Install Kare Android Phone Me Puri Jankari Hindi Me>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Apne Android Phone Me Xprivacy Kaise Install Kare Us Ki Puri Jankar Hindi Me





Aaj hum aapko batayege ki aap apne phone me xprivacy kaise install kare hamari koshish yahi rehti hai ki aapko hum asi jankai de jise aapko jayeda pareshani na ho pade yani ke aapko jayeda kuch karene ke jarurt na pade aapko simpley samjh me aa jaye.


Kiya Xprivacy Sabhi Phone Me Hona Jaruri Hai


Nhi xprivacy sabhi phone me hona jaruri nhi kiyo ki jab aap xprivacy apne android phone me install karte hai to aapka phone root hona jaruri hai tabhi aap apne phone me xprivacy install kar sakte hai.

Xprivacy Kaise Install Kare 


Xprivacy install karne ke liye aapko apne phone ko root karna padega tabhi aap xprivacy apne phone me install kar sakte hai.apne android phone ko root karne ke liye humari ye post padhe Android phone ko kaise root kare

To ab jaan lete hai ki xprivacy kaise install karte hai sabse pehale aap is apps ko download kare Xposed Installer aro Xprivacy download hone ke baad en dono ko apne phone me install karle fir xposed installer open kare

Ye bhi padhe:

          �Android Phone Me Software Kaise Dale Jane Hindi Me
          �Android Phone Ko Root Kaise Kare Simple Tarike Se Without Pc




Ab aapko framework par click karna hai uske baad agle image me dekh sakte hai step 2 me yaha aapko careful kar raha hai yaha par aapko ok par click karna hai us ke baad step 3 me dekhe or aage ke step ko follow kare.



 Step 3 Yaha par aapko bahut se options dikhayi dege par aapko sirf install/update par click karna hai jab aap install/update par click karde

Step 4 me aapko root parmission ke liye puch raha hai aapko yaha Allow par click karna hai

Kabhi-kabhi root permisson xprivacy ko open karte hi aa jata hai yaad rakhe jab bhi root parmission ke liye aye to aap allow karde aapko kewal ek bar hi parmission ko allow karna hota hai nhi to aap xprivacy install nhi kar sakege


Step 5 me dikh raha hoga ab aapko isme do you want to reboot now par click karna hai jab aap reboot par click karege to aapka phone baan ho kar phir chalu ho jayega ya reboot ha jayega

Step 6 phone reboot hone ke baad appko fir se Xposed installer ko opne karna hai aro Modules par click karna hai

Ye bhi padhe:



Step 7 me aapko apne phone me install kiya huaa xprivacy dikhayi de raha hoga us ke aage tick right ka nishan laga de aap ab xprivacy par click karege to aapko step 8 jaisha dikhayi dega yaha par aapko apne phone ko maunaly reboot karna padega.

Ye ligeye aapke phone me xprivacy install ho gaye

Aapko post se releted koyi bhi sawal hoto aap comment karke puch sakte hai.


Agar aapko humari post pasand aayi hoto aap humara facebook page like karna na bhule ya aap hume google plus par follow kar sakte hai ya aap humare new post ki update pane ke liye hume email par subscribe karke. aap chahe to aap hume twitter par bhi follow kar sakte hai.

कोई टिप्पणी नहीं:
Write टिप्पणियाँ