सोमवार, 15 फ़रवरी 2016

Android Phone Ko Root Kaise Kare Simple Tarike Se Without Pc>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Hum Aaj is Post Me Aapko Batayege Ki Apne Android Phone Ko Root Kaise Kare Simple Tarike Se Wobhi Bina Computer Se Yani Without Pc


App sab jante hoge ki phone ko root karna kiyo parta hai hume apne phone me kuch Apps ko delete karne ke liye jo Humare Phone ke sath hi Aate hai Par hum or bhi kayi karan se apne android phone ko root karna Parta hai par jiske pass pc nhi hai vo apne phone ko kaise root kare jinke pass pc nhi hai.





Hum aapko jayada der kiye batana chahegi ki android phone ko kaise root kare bina pc ke.

Android Phone Ko Root Kaise Kare Bina Pc Ke

Jab aap pehle baar kingroot ko open karege to aapko asha dikhaye dega aapko pehle or dusre number ki image ko apne firnger se upar karde fir try it par click karde.



Aapko apne phone ko root karne ke liye aapko ek app download karna padega uski link humne yaha de rakhi hai kingroot aap is app ko download karke apne phone me install kare fir open kare pehla step uper hai aage kiya karna hai niche dekhe

Ye bhi padhe:




Sabse pahle aapne upar dekha ab us ke baad in dono images ko dekhe yaha par aapka phone root ke liye verify ho raha hai verify pura hone ke bad niche wali image ko dekhe




Ab aapko phone verify ho chuka hai ab aapko try to root par click kare us ke baad aap dekhege ki aapka phone root hona chalu ho chuka hai 100% tak hone tak wait kare kabhi-kabhi phone ko root karne ke liye do ten bar try karna parta hai ab aap humari niche ki image dekhe.



Jab aapka phone root hojayega to aapko asha dikhayi dega jaisa aap uper image me dekh rahe hai.aap yaha se apne phone me pade huye company ke apps ko delete bhi kar sakte hai or autostart apps ko bhi ban kar sakte hai ten or char me aap dekh sakte hai


Ye bhi padhe:


Note*

Aapko hum ek baat or bata de ki aapke phone ki waranty khtam ho jayegi agar aapka phone naya hai to chahe aap apne phone ko bad me unroot hi kiyo na karle ek bar root hone ke bad aapke phone ki waranty khtam ho jati hai

Aapko post se releted koyi bhi sawal hai to aap humse puch sakte hai.

Aap sab ko hamari post kaise lagi batana na bhule aap hamare facebook page ko like karna bhi na bhule aro apne dosto ke shath humari post ko shar jarur kare aap hume google plus ya twitter par follow kar sakte hai ya phir aap humari email sadasta le sakte hai humare new post ki update pane ke liye.

कोई टिप्पणी नहीं:
Write टिप्पणियाँ