शुक्रवार, 10 जून 2016

Website Banane Se Pehle Jane Kuch Jaruri Bate Jo Janna Aapke liye Jaruri Hai in Hindi>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Website Banane Se Pehle Jane Kuch Jaruri Bate Jo Aapko Pata Honi Chahiye

Dosto Kiya Aap Apne Liye Koyi Website Banana Chahte Hai Or Aapko Nhi Pata Ki Paid Website Ya free Website kaise Banate Hai Free Website or Paid Website Me Kiya Fark hai in dono Me kiya Antar hai To chaliye Hum Aapko Batayege Ki en dono me Kiya fark Hai Or kon Sabse thik rahega free ya paid



Paid Website Banane Ke Liye Aapko Kya-kya Chahiye Hoga

Friends Agar Aap paid Website Banane ki soch rahe hai Or Aapko nhi Pata ki Aapko Paid Website Banane ke liye kya-kya chahiye to Hum Aapko batayege ki Paid Website Banane ke liye Kya-kya hona Jaruri hai

1 Bank Account

2 Pan Card

3 Debit Card/ATM Card

4 Paypal Account

5 Domain

6 Hosting

Ye bhi padhe:
Revenuehits Ads Network Par Account Kaise Banaye in Hindi


Blog Website Banane Ke Bad Kya-kya Karna Chaiye in Hindi


Free Website Blog Kaise Banate Hai in Hindi

Aapke pass ye Sab hone jaruri hai paid Website banane ke liye Ab Hum Aapko Samjhate Hai ki inka use Kaha Kaha hoga

1 Bank Account Is liye kiyo ki Aapko iske jariye in Sab Ki Payments Karni Padegi

2 Aapko pan Card ki Jarurat tab Padegi jab Aap Paypal ke jariye payments karte hai Pan card Bo hota Hai jisse hum Tex bharte hai

3 Debit Card/ATM Card Inki jarurat Tab Padegi Jab hum Domain ke liye payments karte hai ya paypal Par Account Banate Hai Aap Bina ATM Card Ke bhi Paypal Account Bana sakte hai

4 Paypal Account Se Hum online Kamayi huyi Money ko Apne Bank Account Me Transfer kar sakte hai kiyo ki online income Doller me hoti hai Jise Hum Shidhe Aapne Bank Account Me transfer nhi kar sakte is liye Paypal Account Hona Jaruri hai Par Aaj Kal Online Income Ab Hume Wiretransfer ke jariye bhi mil jati hai jiske liye Agar Humare pass paypal Account nhi bhi hoga to Hum Apni online Earning ko parpat kar sakte hai Par Agar Paypal Account Hai To Bhi koyi Bat nhi

Ye bhi padhe:
Google Adsense Account Disapproved Ho Jane Ke Baad Kya Kare in Hindi

Google Adsense Par Apply Kab Kare in Hindi

Android Phone Me Fix Volume Ko Kaise Increase Karte Hai in Hindi




5 Aapko Sabse Pehle Paid Website banane ke liye Aapko Apne liye Kahi se Domain Lena Padega Agar Aap India Me Hai Or Aap Apne Website Ke liye Domain lena Chahte hai to Aap Godady Se le Sakte Hai bo bhi Rs-99 par month me Domain Aapko month/year ke hishab se Domain ke liye Money pay Karni padti hai Aap jitna Year Ke liye domain lenge Aapko Utna Jaya pay karna padega Par Rs-99 par Month ke Hishab se Aapka Domain Agar Expired Hoga to Aapko use Renew karna padega Renew Ki Cost Kuch Jayada bhi Ho Sakti hai Re-99 se bhi Jayada par month Par ye unki Policy/terms ke upar nirbhar karta hai Ki bo kab cost badhaye ya nhi Domain ka Domain me .COM hota hai or Aapko .COM Ke liye Paise dene hote Hai Jaise

Ex- xyz.com To is me Aapko Kewal .COM ke liye hi pay karna hota hai xyz Ye Aapki Website Ka Name Hai or Aapko .COM Ke liye Paise Dene hote Hai Jab Aap Koyi Domain Lete hai to Aapko Apni Website ke Liye Ek Name chuna Hota hai Jaise Aap Godady Ke Website Pe Gaye Or Waha Par Aapne Koyi Name Search Kiya To Aapke Name Ke sath .COM Bhi jud kar Aata Hai Jo ki paid Hota Hai Or Aapko Use Ke liya Paise Dene Hote Hai

Ye bhi padhe:
Phones Me Lock Screen Par Message Display Kaise Karte Hai in Hindi

Android Phones Me Gayab Ho Chuke Phone Numbers Or Data Ko Kaise Wapas Late Hai

Nokia Symbian Phones Me Software Kaise Dale Phoenix Software Se in Hindi




6 HOSTING Lene Ki liye Me Aapko Guide Karuga ki Aap www.hostgator.com se hosting le Ya Fir Aapka Jaha Se Man kare Aap waha se bhi Le sakte hai ye Aapke upar nirbhar karta hai ki Aap kaha Se Hosting le Hosting Humare Data Content Ko safe rakhti hai or hume Apni Website ke liye space Deti hai online Content wo hota hai jise hum Apne Website Par Share Karte Hai jaise Humne Yaha jobhi kuch Likh kar bataya Hai Ye Sab hi Content Kehlata hai Or Jo Humari images hoti hai + Content ye Sab milkar humara Data banta hai

Hosting bhi kayi par kar ki hoti hai Jaise Limited or unlimited Done me Se Aap unlimited Space Ko hi chune limited Space Me Aapko kuch Gb Ya Mb Hi milti hai or unlimited me Aapko unlimited Space Aap jitna marji Aap utna Content Ya fir Images Dal sakte hai Apne Website Par jaise Aap Apna internet Palan use karte hai to Aapko do tarh ke offer milte hai ki Aap etne ka recharge Karayege to Aapko Etna Mb ya Gb Milega or dusara Me Aapko unlimited Download upload milta hai Ashe hi Hosting Hai Par Ye Domain Se Kuch Jayda Mehgi hoti Hai Rs-129 se lekar 500 Rupay par month ke hishab se bhi ho sakte hai Aap ise bhi month/year ke hisha Se Pay kar sakte hai

Free Website Banane Ke Liye Kya Hona Jaruri Hai
Agar Aap free Website Banane Ki Soch Rahe Hai To Aapko Koyi Paise Nhi Dena Padega Aap Blogger Ya worldprees Par free me Apni Website Bana Sakte hai Agar Aap Blogger Par Free Website Banana chahte Hai to Aap humari ye post Padhe Blogger.com par Free Website Kaise banate Hai Agar Aap Blogger se Income Karn Chahte bina Paise Karch kiye to Aap humari ye post padhe Revenuehits Ads Network Par Account Kaise Banaye in Hindi in sabke Alawa bhi Aap tk.com Par free Domain le sakte hai or hosting bhi Par Hum Aapko Guide karnge Ki Aap blogger par hi Apni Website Banaye

Aapke Pass Internet Or Computer Hona Jaruri Hai jisse Aap Apni Website Ko desing Kar sake or content likh sake ttha photos bana sake

Ye bhi padhe:
Bad Sector Ko Kaise Repair Karte Hai Hiren's Bootable CD Se in Hindi
Android Phone Me Kise Bhi Application Ko System Application Kaise Banaye in Hindi

Android Phone Ki internal Memory Sdcard Se Kaise Badhaye in Hindi

Aapko Post Se related Koyi bhi sawal Hoto Aap Humse Puch Sakte Hai

Aapko Agar Humari Post Pasand Aayi Hoto Aap Humara Facebook Page Like Karna Na Bhule Or Apne dosto ke sath Share jarur kare Humare new post ki free up date Apne Email id Par Pane ke ke liye hume Apne Email id par free subscribe bhi kar sakte hai Aap chahe To Aap humse Social media par bhi follow kar sakte hai jaise Facebook, Google plus, twitter

1 टिप्पणी:
Write टिप्पणियाँ