मंगलवार, 9 जून 2015

Paytm Kya Hai Paytm Par Account Kaise Banaye Puri Jankari Hindi Me>>SFTWR

Posted by   on Pinterest

Paytm Kya Hai Paytm Par Account Kaise Banaye Jane Puri Jankari Hindi Me                                                                       

Kiya aap jante hai ki paytm kiya hai agar aap nhi jante ki paytm kiya hai to aapko is post me paytm ki puri jankari mil jayege.aapko bas humare step ko follow karte jayiye.





Paytm Se Aap Kya-Kya Kar Sakte Hai


Paytm se aap alge-alge recharges aap apne ek paytm account se kar sakte hai jaise

1>Online Mobile recharge Prepaid aur Postpaid
2>Dth Recharge
3>Bill Payment
4>Online gas bill payment
5>Aap paytm me uplabdh wapsite se online Shopping bhi kar sakte hai
6>Aap landline bill bhi Payment kar sakte hai
7>Data Card Recharge
8>Electricity bill Payment bhi karsakte hain.

Aapko ye sab sewa kewal ek paytm account par uplabdh milta hai.



Paytm par account kaise banaye


Aapko paytm par account banane ke liye aapko apne phone me ek application download karna padega Download Paytm aapplication download hone ke baad ab ese apne phone me install kar le fir use open kijeye

1 Aap ko account par click karna hai aap uper image me bhi dekh sakte hai click karte hi asha option dikhayi dega niche image me aap dekhe sakte hai.



Account par click karne par aapko asha dikhayi dega no 2 ki tarh

2 Yaha par aapko (Hello sing in to paytm) par click karna hai

3 Yaha par aapko (Sing up) par click karna hai

Ab niche wale image ko follow kare



yaha par aapko sabse pehale apna

4>Yaha aapko apna phone number dalna hai

5>Yaha aapko apna email id dalena hai

6>Uske baad aapko apne liye ek password chuna hai jo aapko yad reh sake

7>Yaha par aap apna password show karke dekh sakte hai ki password sahi hai ya galat

8>Sing up par click karde

Ab aapke mobile par ek code aaya hoga

9>Yaha par aapko OTP dalna hai yani one time password

10>Yaha aap (Done) par click karde

Agar aapke pass android phone hai to aapko code manually dalne ke jarurat nhi padegi agar code apne aap nhi dalta hai to aap code ko manually dal sakte hai.

Ye bhi padhe:




1> Yaha par aapka phone number hoga

2> Yaha aapko apna full name dalna hai

3>Yaha par aapko apni date of birthday ko dalna hai

4>Yaha par aap Confirm par click karde

Ab aap niche wali image ko follow kare



6> Yaha par aapko right side me ek option dikhayi de raha hoga Edit us par click kare

7> Yaha par aapko male ya female me se kise ek ko chuna hai

8>hai fir save par click karde

8>Uske baad upar right side me ek option hai done us par click karde.



Done par click karne ke bad

10> Yaha par aapko (Profile) par click karna hai

Aap chahe to aap apna balance dekh sakte hai bas aapko wallet par click karna abhi aapka account new hai is ilye aapka balance abhi Rs 0 hoga aap bab me apne account me money add kar sakte hai

Ab aap (Sing out) Par click karke aap apne account se bahar aa sakte hai


Aapko jab bhi apna mobile ya dth ya or kuch recharge karna hoto aap apne ATM CARD  ka upyog karke kar sakte hai ya paytm cash pane ke liye aap hamari ye post padhe

Ye bhi padhe:

            �taskbucks kiya hai or iska paryog kaise kare
            �Xprivacy Kaise Install Kare Android Phone Me Puri Jankari Hindi Me


Agar aapka post se related koyi bhi sawaal hoto aap humse puch sakte hai.

Aapko post pasand aayi hoto aap humara facebook page like kare ya fir apne dosto ke shath share jarur kare aap chahe to aap humari email subscribe karke post ki free update apne email pa sakte hai.aap hume google plus, twitter par bhi follow kar sakte hai.

कोई टिप्पणी नहीं:
Write टिप्पणियाँ